SEARCH RESULTS
Showing search results for "tatol"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tatol"
Sher
yaqiin maanav ki urdu jo bol saktaa hai
vo pattharo.n kaa jigar bhii TaTol saktaa hai
Maroof Raebarelvi
Sher
Arif Abdul Mateen
Ghazal
tumhaare hijr me.n aisaa bhii vaqt aayaa hai
badan TaTol ke dekhaa to nabz hii na milii
Chandni Pandey
Nazm
qurbani ke bakre
chauraaho.n par kha.De hu.e bakro.n ke hai.n jo Gol
tuu un ke mu.nh ko khol ke daa.nto.n ko mat TaTol
Syed Mohammad Jafri
Ghazal
udaas raat ke gudaaz jism ko TaTol kar
kisii kii zulf-e-saaya-daar kii girah me.n ghar karo
Mahtab Haider Naqvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tatol"
Ghazal
jo karnaa chaaho bayaa.n duusro.n kaa aib kabhii
to apne dil ko zaraa saa TaTol kar dekho
Saeed Rahmani
Ghazal
letaa huu.n chand aaKHirii saa.nse.n TaTol kar
ab aap aa.iye zaraa do lafz boliye
Noor Ahmad Noor
Ghazal
TaTol lenaa zaraa un kii aastiine.n bhii
jo tum se haath milaate hai.n raaz-daa.n kii tarah
Panna Lal Noor
Ghazal
sabhii hai.n jhuuThe to sach mai.n hii bol kar dekhuu.n
bahut a.ndheraa hai lekin TaTol kar dekhuu.n
Shakeel Azmi
Nazm
shikast
udaas udaas nigaaho.n kii sham.a se na TaTol
har ik ke siina pe baar-e-shikast hai is vaqt
Abid Almi
Mazahiya
kahtii hai har girah ki rihaa.ii muhaal hai
jab cho.nch se TaTol ke par dekhtaa huu.n me.n
Machis Lakhnavi
Nazm
ehsas
tumhaare sirhaane mere haatho.n kii lakiire.n rakkhii hai.n
yaqiin nahii.n to TaTol kar dekh lenaa
Amit Brij sha
Ghazal
tumhaare hijr me.n aisaa bhii vaqt aaya hai
badan TaTol ke dekhaa to nabz hii na milii