SEARCH RESULTS
Showing search results for "tatol"
Nazm MATCHES FOR "tatol"
Nazm
qurbani ke bakre
chauraaho.n par kha.De hu.e bakro.n ke hai.n jo Gol
tuu un ke mu.nh ko khol ke daa.nto.n ko mat TaTol
Syed Mohammad Jafri
Nazm
shikast
udaas udaas nigaaho.n kii sham.a se na TaTol
har ik ke siina pe baar-e-shikast hai is vaqt
Abid Almi
Nazm
ehsas
tumhaare sirhaane mere haatho.n kii lakiire.n rakkhii hai.n
yaqiin nahii.n to TaTol kar dekh lenaa
Amit Brij sha
Nazm
karo lakh munh se nahin nahin
sach bol rahii.n bhed khol rahii.n
kuchh Dhuu.nDh rahii.n kuchh TaTol rahii.n
Sada Ambalvi
Nazm
ghaalib
apnii bujhtii hu.ii aa.nkho.n se darvaaze TaTole
isii be-nuur a.ndherii sii galii-qaasim se
Gulzar
Nazm
aap-biti
tum ne raato.n me.n sitaare to TaTole ho.nge
mai.n ne raato.n me.n a.ndhere hii a.ndhere dekhe
Qateel Shifai
Nazm
ishq apne mujrmon ko pa-ba-jaulan le chala
apnaa pahluu TaTolaa to aisaa lagaa
dil jahaa.n thaa vahaa.n dard hii dard hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
TuuTte dekh ke deriina ta.attul kaa fusuu.n
nabz-e-ummiid-e-vatan ubhrii magar Duub ga.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
subh ki aamad
na lo karvaTe.n aur na bistar TaTolo
KHudaa ko karo yaad aur mu.nh se bolo
Ismail Merathi
Nazm
aurat
dast-e-qudrat ne TaTolii nabz us kii baar baar
bistar-e-nik.hat pe ye putlii jo mahv-e-KHvaab thii
Shaad Aarfi
Nazm
luDhakta patthar
jis ne KHud aa ke TaTolaa thaa mire siine ko
le liyaa Gair ke pahluu me.n baseraa us ne
Qateel Shifai
Nazm
aaj phir dard uTha
laakh kamre ko TaTolaa bhii magar kuchh na milaa
farsh par KHuun kii do-chaar lakiiro.n ke sivaa
Chandrabhan Khayal
Nazm
holi jawani ki boli mein
isii jeb me.n hogii fitne kii pu.Diyaa
zaraa phir TaTolo TaTolii na hogii