SEARCH RESULTS
Showing search results for "tatol"
Ghazal MATCHES FOR "tatol"
Ghazal
tumhaare hijr me.n aisaa bhii vaqt aayaa hai
badan TaTol ke dekhaa to nabz hii na milii
Chandni Pandey
Ghazal
udaas raat ke gudaaz jism ko TaTol kar
kisii kii zulf-e-saaya-daar kii girah me.n ghar karo
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
jo karnaa chaaho bayaa.n duusro.n kaa aib kabhii
to apne dil ko zaraa saa TaTol kar dekho
Saeed Rahmani
Ghazal
letaa huu.n chand aaKHirii saa.nse.n TaTol kar
ab aap aa.iye zaraa do lafz boliye
Noor Ahmad Noor
Ghazal
TaTol lenaa zaraa un kii aastiine.n bhii
jo tum se haath milaate hai.n raaz-daa.n kii tarah
Panna Lal Noor
Ghazal
sabhii hai.n jhuuThe to sach mai.n hii bol kar dekhuu.n
bahut a.ndheraa hai lekin TaTol kar dekhuu.n
Shakeel Azmi
Ghazal
tumhaare hijr me.n aisaa bhii vaqt aaya hai
badan TaTol ke dekhaa to nabz hii na milii
Chandni Pandey
Ghazal
dil kaa shaguufa us gul-e-naazuk se khil gayaa
dekhaa zaraa TaTol ke pahluu se dil gayaa
Munawwar Jahan Munawwar
Ghazal
apno.n se mu.nh chhupaa.e phire hai ik aadmii
jebe.n TaTol ke kabhii baazaar dekh kar
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
Arif Abdul Mateen
Ghazal
vo le ke dil ko ye sochii kahii.n jigar bhii hai
nazar TaTol rahii hai ki kuchh idhar bhii hai
Shauq Qidvai
Ghazal
mai.n tumhaaraa apnaa huu.n aa.nkh khol kar dekho
apne dil ko ai jaanaa.n tum TaTol kar dekho
Daood Mohsin
Ghazal
maut ne saarii raat hamaarii nabz TaTolii
aisaa marne kaa maahaul banaayaa ham ne