SEARCH RESULTS
Showing search results for "thak-thakaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "thak-thakaa"
Ghazal
'haqqii' bechaara aaKHir thak-thakaa kar so gayaa
apne zaKHmo.n kii vo kartaa parda-daarii aur kyaa
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
masjid ke zer-e-saaya baiThe to thak-thakaa kar
bolaa har ik minaara tujh se hazaar guzre
Meena Kumari Naz
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "thak-thakaa"
MORE MATCHES FOR "thak-thakaa"
Ghazal
kal raat pii-pilaa ke ba.Dii mastiyaa.n hu.ii.n
aaKHir ko thak-thakaa ke phir apne hii ghar ga.e
Nadeem Siddiqui
Ghazal
thak thakaa kar ruk gayaa pur-josh raahii kaa safar
dhuup ke saa.e me.n jis dam garm sahraa ho gayaa
Shabana zaidi shabeen
Ghazal
ab na liije naam us kaa dil ki jis kii zid kiye
so gayaa hai thak-thakaa kar rote chillaate hu.e
Dinesh Kumar Drouna
Ghazal
Amir Hamza Saqib
Sher
thakii thakii sii fazaa.e.n bujhe bujhe taare
ba.Dii udaas gha.Dii hai zaraa Thahar jaa.o
Saifuddin Saif
Nazm
mukafat
thakii thakii muzmahil havaa ke nahiif jho.nke
ujaa.D aa.ngan me.n aa ke kuchh der ruk ga.e the
Hameed Almas
Qita
par-fishaa.n hai thakaa thakaa saa KHayaal
be-karaa.n vus.ato.n ke ghere me.n