SEARCH RESULTS
Showing search results for "thuu"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "thuu"
Mazahiya
naa-biinaa guu.ngii bahrii vazaarat pe aaKH-thuu
sau baar aaj-kal kii siyaasat pe aaKH-thuu
Ahmad Imam
Ghazal
tirii phuul sii saarii baato.n pe thuu thuu
tirii bholii-bhaalii sii suurat pe la.anat
Ali Imran
Sher
bhuuke hai.n ahl-e-ilm gadhe khaa rahe hai.n khiir
thuu thuu tire nizaam-e-hukuumat pe aaKH-thuu
Ahmad Imam
Nazm
kaen kaen kawwa Ten Ten miTThu
gande ka.nkar bhii bhartaa gayaa us me.n tuu
pii gayaa aise paanii ko phir aaKH thuu
Ahmad Hatib Siddiqi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
PAGE MATCHES FOR "thuu"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "thuu"
Mazahiya
ham ko america to bilkul raas aayaa hii nahii.n
apnii naakaamii pe aa.o mil ke sab thuu-thuu kare.n
Zia-ul-Haq Qasmi
Nazm
sach kaho sach kaho hamesha sach
jhuuT kii bhuul kar na Daalo KHuu
jhuuT zillat kii baat hai aKH thuu
Ismail Merathi
Nazm
zamir
rakhte hai.n duusro.n kii kahaa.n paas-e-aabruu
Giibat kii KHuu ko aaj hii kar diije aaKH-thuu
Murtaza Sahil Tasleemi
Sher
mai.n akelaa hii chalaa thaa jaanib-e-manzil magar
log saath aate ga.e aur kaarvaa.n bantaa gayaa
Majrooh Sultanpuri
Sher
hu.aa hai tujh se bichha.Dne ke baa'd ye maa'luum
ki tuu nahii.n thaa tire saath ek duniyaa thii
Ahmad Faraz
Sher
us ke chehre kii chamak ke saamne saada lagaa
aasmaa.n pe chaa.nd puuraa thaa magar aadhaa lagaa