SEARCH RESULTS
Showing search results for "tiirgii-e-shaam-e-gariibaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tiirgii-e-shaam-e-gariibaa.n"
Ghazal
aamad-e-sub.h se maayuus nahii.n hai.n lekin
Das na le tiirgii-e-shaam-e-Gariibaa.n yaaro
Ahmad Riyaz
Sher
manzar-e-shaam-e-Gariibaa.n hai dam-e-ruKHsat-e-KHvaab
ta.aziye kii tarah uTThaa hai ko.ii bistar se
Azhar Faragh
PAGE MATCHES FOR "tiirgii-e-shaam-e-gariibaa.n"
MORE MATCHES FOR "tiirgii-e-shaam-e-gariibaa.n"
Nazm
aazadi
mirii sadaa hai gul-e-sham-e-shaam-e-aazaadii
sunaa rahaa huu.n dilo.n ko payaam aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ai shaam-e-shahr-e-tamanna mirii gavaahii de
mai.n kaise kaise na uj.Daa mirii gavaahii de
Misam Haidar
Nazm
dariche ke qarib
jaag ai sham-e-shabistaan-e-visaal
mahfil-e-KHvaab ke is farsh-e-tarab-naak se jaag!
Noon Meem Rashid
Sher
charaaG-e-shaam-e-Gariibii thaa me.n zamaane me.n
kisii ne aa ke na ThanDaa kiyaa jalaa ke mujhe
Naseem Bharat Puri
Sher
charaaG-e-shaam-e-Gariibii thaa mai.n zamaane me.n
kisii ne aa ke na ThanDaa kiyaa jalaa ke mujhe
Naseem Bharat Puri
Sher
ai shaam-e-hijr-e-yaar mirii tuu gavaahii de
mai.n tere saath saath rahaa ghar nahii.n gayaa




