SEARCH RESULTS
Showing search results for "tuutne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tuutne"
Ghazal
paimaana TuuTne kaa ko.ii Gam nahii.n mujhe
Gam hai to ye ki chaa.ndnii raate.n bikhar ga.ii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
TuuTne par ko.ii aa.e to phir aisaa TuuTe
ki jise dekh ke har dekhne vaalaa TuuTe
Jawad Sheikh
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tuutne"
Ghazal
tauba ke TuuTne kaa bhii kuchh kuchh malaal thaa
tham tham ke soch soch ke sharmaa ke pii gayaa
Abdul Hamid Adam
Sher
bas zaraa ik aa.ine ke TuuTne kii der thii
aur mai.n baahar se andar kii tarah lagne lagaa
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
chhupii ho shaayad isii me.n salaamtii dil kii
ye rafta rafta agar TuuTne se guzregaa
Zafar Iqbal
Ghazal
chaaragarii bataa.e agar kuchh ilaaj hai
dil TuuTne lage hai.n sadaa ke baGair bhii
Munawwar Rana
Ghazal
tire dil ke TuuTne par hai kisii ko naaz kyaa kyaa
tujhe ai 'jigar' mubaarak ye shikast-e-faatehaana
Jigar Moradabadi
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
KHvaab ho jaam ho taara ho ki mahbuub kaa dil
TuuTne vaalii kisii shai se mohabbat mat kar