SEARCH RESULTS
Showing search results for "uu.nch-niich"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "uu.nch-niich"
Sher
raste kii uu.nch niich se vaaqif to huu.n 'amii.n'
Thokar qadam qadam pe magar khaa rahaa huu.n mai.n
Ameen Hazin
Ghazal
ye uu.nch-niich kii fitrat mujhe miTaanii hai
ab aasmaa.n ke baraabar zamiin laanii hai
Usman Minai
Ghazal
raaho.n ke uu.nch-niich zaraa dekh-bhaal ke
haa.n rahrav-e-muraad qadam rakh sambhaal ke
Sajjad Baqar Rizvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "uu.nch-niich"
Nazm
ek sitara aadarsh ka
sabza-e-naurasta ke parde me.n saare uu.nch niich
paaTte rahne ke ai aanand
Shafiq Fatima Shera
Ghazal
haalaa.nki uu.nch-niich se vaaqif nahii.n magar
ham kar rahe Guruur hai.n urdu zabaan par
Hina Ambareen Tariq
Ghazal
mere alaava kaun hai kuchh to bataa.iye
jo shaKHs uu.nch-niich kii diivaar le gayaa
Mirza Shariq Laharpuri
Ghazal
ye aadmii aadmii ke biich uu.nch-niich yaarab
banaa hai ye tafraqa tamaashaa jahaaniyo.n kaa
Krishna Mohan
Ghazal
vaa.iz ko uu.nch-niich mohabbat kii kyaa pataa
ye mas.ale nahii.n ulamaa-e-kiraam ke
Raheel Farooq
Ghazal
mashiinii daur me.n ham log saa.ns lete hai.n
ye uu.nch niich bhii shahro.n ke vaaqi.aat se hai
Muniruzzama Muneer
Ghazal
jazbaat garche sher ke qaalib me.n Dhal ga.e
lafzo.n ke uu.nch niich baraabar na kar sake
Asar Ansari
Ghazal
sa.nbhal sa.nbhal ke uThaate hu.e qadam dono.n
har uu.nch-niich se guzre hai.n saath ham dono.n
Anwar Shuoor
Ghazal
rishto.n kii uu.nch-niich se vaaqif na thaa 'haniif'
mere aziiz mujh se bahut bad-gumaan the