SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaabasta"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vaabasta"
Nazm
raqib se!
aa ki vaabasta hai.n us husn kii yaade.n tujh se
jis ne is dil ko parii-KHaana banaa rakkhaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zindagi se Darte ho
us se tum nahii.n Darte!
harf aur ma.anii ke rishta-haa-e-aahan se aadmii hai vaabasta
Noon Meem Rashid
Ghazal
dil bhii paagal hai ki us shaKHs se vaabasta hai
jo kisii aur kaa hone de na apnaa rakkhe
Ahmad Faraz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "vaabasta"
Ghazal
ai aah merii KHaatir-e-vaabasta ke sivaa
duniyaa me.n ko.ii uqda-e-mushkil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tumhaarii anjuman se uTh ke diivaane kahaa.n jaate
jo vaabasta hu.e tum se vo afsaane kahaa.n jaate
Qateel Shifai
Nazm
to behtar hai yahi
aa.o us dukh ko pukaare.n jis kii shiddat ne hame.n
is qadar ik duusre ke Gam se vaabasta kiyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
tuu bhii is shahr kaa baasii hai to dil se lag jaa
tujh se vaabasta hai ik yaad puraanii merii
Aitbar Sajid
Sher
dil agar dil hai to vaabasta-e-Gam bhii hogaa
nik.hat-e-gul bhii kahii.n gul se judaa rahtii hai