SEARCH RESULTS
Showing search results for "vahm"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vahm"
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
juz naam nahii.n suurat-e-aalam mujhe manzuur
juz vahm nahii.n hastii-e-ashiyaa mire aage
Mirza Ghalib
Nazm
aurat
taa-ba-kai gird tire vahm o ta.ayyun kaa hisaar
kau.nd kar majlis-e-KHalvat se nikalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "vahm"
Nazm
is waqt to yun lagta hai
mumkin hai ko.ii vahm thaa, mumkin hai sunaa ho
galiyo.n me.n kisii chaap kaa ik aaKHirii pheraa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shad Azimabadi
Nazm
la-ilaha-illallah
ye maal-o-daulat-e-duniyaa ye rishta o paivand
butaan-e-vahm-o-gumaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
dosti ka hath
alam to ye hai ki dono.n ko vahm hai ki bahaar
aduu ke KHuu.n me.n nahaane ke baa'd aatii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n muztarib huu.n vasl me.n KHauf-e-raqiib se
Daalaa hai tum ko vahm ne kis pech-o-taab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
zaalim uThaa tuu parda-e-vahm-o-gumaan-o-fikr
kyaa saamne vo marhala-haa-e-yaqii.n rahe