SEARCH RESULTS
Showing search results for "vahm"
Nazm MATCHES FOR "vahm"
Nazm
aurat
taa-ba-kai gird tire vahm o ta.ayyun kaa hisaar
kau.nd kar majlis-e-KHalvat se nikalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
is waqt to yun lagta hai
mumkin hai ko.ii vahm thaa, mumkin hai sunaa ho
galiyo.n me.n kisii chaap kaa ik aaKHirii pheraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
la-ilaha-illallah
ye maal-o-daulat-e-duniyaa ye rishta o paivand
butaan-e-vahm-o-gumaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
dosti ka hath
alam to ye hai ki dono.n ko vahm hai ki bahaar
aduu ke KHuu.n me.n nahaane ke baa'd aatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
masjid-e-qurtuba
ruuh-e-musalmaa.n me.n hai aaj vahii iztiraab
raaz-e-KHudaa.ii hai ye kah nahii.n saktii zabaa.n
Allama Iqbal
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
utaar de jo kinaare pe ham ko kashtii-e-vahm
to gird-o-pesh ko girdaab hii samajhte hai.n
Jaun Eliya
Nazm
bahut dinon baad
ki mai.n to terii talaash ke be-kanaar sahraa me.n
vahm ke be-amaa.n baguulo.n ke vaar sah kar
Mohsin Naqvi
Nazm
aaKHiri bar milo
is mulaaqaat kaa is baar ko.ii vahm nahii.n
jis se ik aur mulaaqaat kii suurat nikle
Mustafa Zaidi
Nazm
hasan kuza-gar(3)
se shaad-kaam ho gayaa!)
magar ye vahm dil me.n tairne lagaa ki ho na ho
Noon Meem Rashid
Nazm
aaj ki raat
uf vo vaaraftagi-e-shauq me.n ik vahm-e-latiif
kapkapaa.e hu.e ho.nTo.n pe nazar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kya karen
ye hai, ki mahz jaal hai
mire tumhaare ankabuut-e-vahm kaa bunaa hu.aa