SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaas-o-hirmaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "yaas-o-hirmaan"
Ghazal
dil hu.aa jaataa hai jaulaa.n-gah-e-yaas-o-hirmaa.n
dekh kis tarah se viiraa.n tiraa ghar hotaa hai
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Ghazal
Manzoor Hasan Nami
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "yaas-o-hirmaan"
Ghazal
dard-o-Gam ranj-o-alam hairat-o-yaas-o-hirmaa.n
yahii mehmaan to hai.n aa ke na jaane vaale
Khwaja Lateef Ahmad Jareeh
Ghazal
Fitrat Ansari
Nazm
raqib se!
aajizii siikhii Gariibo.n kii himaayat siikhii
yaas-o-hirmaan ke dukh-dard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yaas-o-hirmaa.n ke fasaane to sunaataa hai magar
ranj se chaak garebaa.n nahii.n hone detaa
Saqib Kaif
Ghazal
yaa kiijiye na shikva-e-be-lutfii-e-KHalish
yaa dil ke laKHt laKHt ko paikaa.n banaa.iye
Hirman Khairabadi
Ghazal
ma.aal-e-kashmakash-e-dard kuchh hu.aa 'hirmaa.n'
sunaa hai maut kii ik nii.nd le rahaa huu.n mai.n
Hirman Khairabadi
Ghazal
mil hii jaa.egii kahii.n 'hirmaa.n' fazaa-e-pur-sukuu.n
is jahaan aab-o-gil se to judaa ho jaa.iye
Hirman Khairabadi
Ghazal
rahegaa ahd-e-guzishta se ik gila 'hirmaa.n'
jahaa.n me.n chho.D gayaa kar ke sogvaar mujhe
Hirman Khairabadi
Ghazal
'hirmaa.n' ko maut aa.e shab-e-hijr to kahe
kyuu.nkar guzaartaa hai umiid-e-visaal me.n