SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaa.icha"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zaa.icha"
Ghazal
ishq kii raah ke meyaar alag hote hai.n
ik judaa zaa.icha-e-nafaa-o-zarar bantaa hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
zaa.icha apnaa jo dekhaa hai to sar yaad aayaa
jaise in haatho.n pe kanda ko.ii taqdiir bhii hai
Akhtar Hoshiyarpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zaa.icha"
Ghazal
Arif Shafiq
Ghazal
yaqii.n nahii.n hai magar naqsh hai mire dil par
ki ik parii ne banaayaa hai zaa.icha meraa
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
dekh kar lakiiro.n ko ye kahaa nujuumii ne
dard hii muqaddar hai zaa.icha na badlegaa
Syeda Fatima Rizvi
Ghazal
hamaarii faal hamaare hii haath se niklii
banaa hai zaa.icha par ittifaaq se kuchh aur
Dilawar Ali Aazar
Nazm
mohabbat apna zaicha nikalwana chahti hai
mujhe is par taras aataa hai
tum jaldii se meraa zaa.icha nikaalo
Azra Abbas
Ghazal
na apne jism pe ta.aviiz baa.ndh kar rakkhe
na Daa.nvaa.n-Dol hu.aa ko.ii zaa.icha pa.Dh kar
Dr. Yasin Aatir
Nazm
ek KHatun aur nujumi
karke hisaab-e-zaa.icha us ne bataa diyaa
qismat kaa haal is tarah un ko bataa diyaa



