SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaat-paat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zaat-paat"
Doha
zaat paat aur dharm kii Thiik nahii.n takraar
bhuul ga.e kyo.n aaj ham sadiyo.n kaa vo pyaar
Aadil Aseer Dehlvi
Qita
ye bhed-bhaav KHatm karo zaat-paat kaa
pyaasaa kahii.n pa.Daa hai to paanii kisii ke paas
Kashif Syed
Sher
dekho na zaat paat na naam-o-nasab 'shifaa'
par dost jab banaa.o to kirdaar dekh kar
Shifa Kajgavnwi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zaat-paat"
Nazm
kya hogi peDon ki zat
to kyuu.n nahii.n sochte
insaano ko zaat-paat me.n baa.nTne par
Kamal Upadhyay
Nazm
miTTi ka diya
mai.n samajhtaa hii nahii.n huu.n zaat-paat
merii nazro.n me.n hai insaa.n ek zaat
Ameen Hazin
Ghazal
na dekh zaat-paat razaakaar hai agar
jalte hu.e gharo.n ko bujhaane se rakh Garaz
Mukhlis Musavviri
Nazm
qadam mila ke chalo
jo zaat-paat ke bandhan banaa.e baiThe hai.n
alag alag jo gharau.nde basaa.e baiThe hai.n
Ram Lal Varma Hindi
Ghazal
'suhail' jaanvaro.n kaa hadaf faqat hai Gizaa
sunaa hai un ke yahaa.n ko.ii zaat-paat nahii.n
Manzar Suhai
Nazm
gandhi-jayanti
ai mirii zindabaad qaum ai mirii zindabaad qaum
tere mahant to abhii mast hai.n zaat-paat me.n
Arsh Malsiyani
Ghazal
maz.hab kaa sirf naam hai varna samaaj par
ab tak hai muhr sabt vahii zaat-paat kii