SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaat-paat"
Nazm MATCHES FOR "zaat-paat"
Nazm
kya hogi peDon ki zat
to kyuu.n nahii.n sochte
insaano ko zaat-paat me.n baa.nTne par
Kamal Upadhyay
Nazm
miTTi ka diya
mai.n samajhtaa hii nahii.n huu.n zaat-paat
merii nazro.n me.n hai insaa.n ek zaat
Ameen Hazin
Nazm
qadam mila ke chalo
jo zaat-paat ke bandhan banaa.e baiThe hai.n
alag alag jo gharau.nde basaa.e baiThe hai.n
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
gandhi-jayanti
ai mirii zindabaad qaum ai mirii zindabaad qaum
tere mahant to abhii mast hai.n zaat-paat me.n
Arsh Malsiyani
Nazm
diwali
zaat-paat ke mat-bhedo.n ko dil se aaj miTaa.e.n
ek hai.n saare bhaarat-vaasii duniyaa ko dikhlaa.e.n
Masooda Hayat
Nazm
pandrah august
aazaad aaj ham hai.n ye har ik ko ho yaqiin
bhaarat me.n zaat paat ke jhag.De na ho.n kahii.n
Laiq Siddiqi
Nazm
mahatma budh
jo aadmii ko aadmii ke zulm se najaat de
jo zaat paat ke tilism-e-saamarii ko maat de
Faiz Tabassum Tonsvi
Nazm
shama
zabt par qudrat hai tujh ko ye ki tuu KHaamosh hai
tere siine me.n agarche yaas-o-Gam kaa josh hai
Saqib Kanpuri
Nazm
ana aur mohabbat
mai.n apnii zaat par farefta rahaa
mai.n apne aap hii kaa shefta rahaa