SEARCH RESULTS
Showing search results for "zahmat-kash-e-paikaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zahmat-kash-e-paikaar"
Nazm
shikwa
kaun sii qaum faqat terii talabgaar hu.ii
aur tere liye zahmat-kash-e-paikaar hu.ii
Allama Iqbal
Nazm
shab-e-intizar
zahmat-kash-e-hijraa.n kaa dil aur dukhaate hai.n
ye kah ke mujhe log ab diivaana banaate hai.n
Amjad Najmi
Nazm
jawab-e-shikwa
qais zahmat-kash-e-tanhaa.i-e-sahraa na rahe
shahr kii khaa.e havaa baadiya-paimaa na rahe
Allama Iqbal
Ghazal
aap zahmat-kash-e-ummiid kahaa.n hote the
varna har baat kaa imkaan yahii.n thaa pahle
Ali Tasif
Ghazal
sa'ii ke baa'd na kar kaavish-e-fikr-e-anjaam
laa.anat-e-sa.ii hai zahmat-kash-e-haasil honaa
Mohammad Sadiq Zia
MORE MATCHES FOR "zahmat-kash-e-paikaar"
Nazm
goristan-e-shahi
ruuh-e-musht-e-KHaak me.n zahmat-kash-e-bedaad hai
kuucha gard-e-nai hu.aa jis dam nafas fariyaad hai
Allama Iqbal
Nazm
un ka jashn-e-sal-girah
aa.nkho.n kii chamak ruu-kash-e-bazm-e-mah-o-parvii.n
pairaahan-e-zar-taar me.n ik paikar-e-siimii.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
is tarah zahmat-e-fardaa ko ba.Dhaane ke liye
mujh ko KHamyaaza-kash-e-dosh na kar denaa thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
terii ik ek nazar ne kiyaa sab ko ghaayal
jis ko dekhaa vahii minnat-kash-e-paikaa.n niklaa
Azad Sahiri
Ghazal
kaf-e-Gubaar me.n malbuus meraa paikar thaa
ye saaneha to azal se miraa muqaddar thaa
Naeem Saba
Ghazal
'bedam' tumhaarii aa.nkhe.n hai.n kyaa arsh kaa charaaG
raushan kiyaa hai naqsh-e-kaf-e-paa-e-yaar ne
Bedam Shah Warsi
Ghazal
kholii hai.n zauq-e-diid ne aa.nkhe.n tirii agar
har rahguzar me.n naqsh-e-kaf-e-paa-e-yaar dekh
Allama Iqbal
Ghazal
salaahiyat bhii to paidaa kar ai dil-e-muztar
pa.Daa hai naqsh-e-kaf-e-paa-e-yaar patthar par
Aasi Ghazipuri
Ghazal
jabii.n hai naqsh-e-kaf-e-paa-e-yaar par vaa.iz
ab is se ba.Dh ke bataa aur bandagii kyaa hai