SEARCH RESULTS
Showing search results for "zanjiir-e-hamsaa.egii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zanjiir-e-hamsaa.egii"
Ghazal
Rasa Chughtai
Ghazal
vo silsile bhii kitne dil-aavez the ki jo
zanjiir-e-paa se gesuu-e-KHamdaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
kaaT dii vaqt ne zanjiir-e-ta.alluq kii ka.Dii
ab musaafir ko ko.ii rokne vaalaa bhii nahii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
MORE MATCHES FOR "zanjiir-e-hamsaa.egii"
Ghazal
jaane KHvaabiida ki bedaar hai munsif kaa zamiir
ham to insaaf kii zanjiir hilaa bhii aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
havaa ke pair me.n zanjiir Daal do ba.Dh kar
ki andaliib kaa shahr-e-vatan shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
mere ho.nTo.n pe to ik giit thaa fariyaad na thii
phir ye zanjiir kii jhankaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
lagtaa hai ki diivaano.n ko raas aa gayaa zindaa.n
muddat se kha.Daktii nahii.n zanjiir kisii kii
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
ek diivaane ko itnaa hii sharaf kyaa kam hai
zulf o zanjiir se yak-guuna shaGaf kyaa kam hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
vaj.h-e-KHalish hai baa’is-e-aasuudgii bhii hai
ye bo'd jis me.n lazzat-e-hamsaa.egii bhii hai
Basheer Ahmad Basheer
Sher
vo hasii.n baiThaa thaa jab mere qariib
lazzat-e-hamsaa.egii thii mai.n na thaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
vo hasii.n baiThaa thaa jab mere qariib
lazzat-e-ham-saa.egii thii mai.n na thaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
chand yaade.n mirii zanjiir-e-shab-o-roz banii.n
chand lamhe mire kho.e hu.e ausaan bane
Shaz Tamkanat
Ghazal
KHirad banii rahii zanjiir-e-paa-e-shauq magar
junuu.n ke jitne bhii hai.n silsile hamii.n se chale
Waheed Akhtar
Ghazal
khaTkhaTaa jaataa hai zanjiir-e-dar-e-mai-KHaana
ko.ii diivaana ko.ii aabla-paa aaKHir-e-shab
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
ai bulbul-e-asiir-e-qafas yaa'nii dard-e-dil
zanjiir-e-paa-e-sabr na tuu khii.nch-khaa.nch aur