SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-talab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zauq-e-talab"
Sher
kamii kuchh apne hii zauq-e-talab me.n hai varna
du'aa kaa harf kabhii be-asar nahii.n jaataa
Haneef Najmi
Ghazal
kho ga.ii Gairat-e-dil zauq-e-talab baaqii hai
kaise mar jaa.uu.n ki jiine kaa sabab baaqii hai
Saba Naqvi
Ghazal
Hameed Naseem
Ghazal
Alimullah Hali
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "zauq-e-talab"
MORE MATCHES FOR "zauq-e-talab"
Ghazal
lagtaa hai pech-o-taab ke aage kuchh aur hai
is shor-e-inqalaab ke aage kuchh aur hai
Khurshid Talab
Ghazal
ik qalandar kii tarah vaqt rahaa mahv-e-KHiraam
us ne kab dhyaan ''talab'' shor-e-sagaa.n par rakkhaa
Khurshid Talab
Ghazal
Gam-haa-e-naa-rasaa.ii-e-zauq-e-talab sameT
arzaaniyo.n se shauq kii mushkil kashiid kar
Anjum Usman
Ghazal
ba-qadr-e-zauq-e-talab mai ataa ho rindo.n ko
ye mai-kada hai yahaa.n rasm-e-besh-o-kam kyo.n ho
Majeed kham Ganwi
Ghazal
ek bhuulaa vaaqi.a jab daf.atan yaad aa gayaa
aatish-e-zauq-e-talab ne phir jalaayaa raat bhar
Aslam Aazad
Ghazal
KHaamii-e-zauq-e-talab ne hame.n rakkhaa mahruum
ye Galat hai na sunii ho tirii aavaaz kahii.n
Saghir Ahmad Saghir Ahsani
Ghazal
aafrii.n sad aafrii.n ye himmat-e-zauq-e-talab
sham.a ke jalte hii jal marne ko parvaana chalaa
Kashfi Lucknavi
Ghazal
diivaangii-e-zauq-e-talab ko ba.Dhaa ke dekh
hadd-e-ta.a.yyunaat se daaman bachaa ke dekh