SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-talab"
Nazm MATCHES FOR "zauq-e-talab"
Nazm
pas-e-taqrib-e-mulaqat
jis se shaadaab hai muddat se miraa zauq-e-talab
aaj taqriib me.n ye tarz-e-mulaaqaat tiraa
Abdul Ahad Saaz
Nazm
talaba-e-ali-gaDh collage ke nam
maut hai aish-e-jaavedaa.n zauq-e-talab agar na ho
gardish-e-aadmii hai aur gardish-e-jaam aur hai
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kuchh is tarah se ba.Dhaa dil me.n zauq-e-aazaadii
ki rafta rafta tamanna javaan hotii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
shama
yaad-e-vatan fasurdagii be-sabab banii
shauq-e-nazar kabhii kabhii zauq-e-talab banii
Allama Iqbal
Nazm
uTh
uTh ki duniyaa ko tire zauq-e-talab se kaam hai
zindagii kyaa hai faqat sa.ii-e-amal kaa naam hai
Amjad Najmi
Nazm
jawab-e-shikwa
har ko.ii mast-e-mai-e-zauq-e-tan-aasaanii hai
tum musalmaa.n ho ye andaaz-e-musalmaanii hai
Allama Iqbal
Nazm
shikwa
apne parvaano.n ko phir zauq-e-KHud-afrozii de
barq-e-deriina ko farmaan-e-jigar-sozii de
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagii mahbuub aisii diida-e-qudrat me.n hai
zauq-e-hifz-e-zindagii har chiiz kii fitrat me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
wo harf-e-tanha
hame.n mu.arraa ke KHvaab de do
(ki sab ko baKHshe.n ba-qadr-e-zauq-e-nigah tabassum)
Noon Meem Rashid
Nazm
ai nai nasl
yahii.n nikhraa thaa zauq-e-naGma-garii
yahii.n utraa thaa sher kaa ilhaam