SEARCH RESULTS
Showing search results for "zukaam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zukaam"
Mazahiya
tiraa har maraz ulajhtaa mirii jaan-e-naa-tavaa.n se
jo tujhe zukaam hotaa to mujhe buKHaar hotaa
Anwar Masood
Mazahiya
bhuultaa hai na use ghar kaa hii kaam hotaa hai
na buKHaar aataa hai us ko na zukaam hotaa hai
Col. Mohammad Khan
Mazahiya
bachpan me.n kyaa aTaik kiyaa thaa zukaam ne
parhez kar rahe hai.n abhii tak dahii se ham
Bazagh Bihari
Ghazal
Shauq Bahraichi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zukaam"
Mazahiya
maraz Gazal kaa hai mujh ko zukaam tho.Dii hai
ki merii jaan mujhe ko.ii kaam tho.Dii hai
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
Krishna Kumar Toor
Ghazal
na jaane patlii galii se vo kab nikal legaa
nahii.n hai T b yaa b p magar zukaam to hai
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
duur ho gar shaamma se tere Gaflat kaa zukaam
tuu usii kii buu ko paave har gul-o-sausan ke biich
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Bulbul Kashmiri
Nazm
chhink
jab nikalte hai.n chhii.k ke bachche
aadmii ko zukaam hotaa hai
Mohammad Yunus hargaanvii
Ghazal
manzil kii justujuu bhii ajab shai hai dosto
Thokar se zaKHam apne lagaataa rahaa huu.n mai.n
Bubbles Hora Saba
Ghazal
farq hargiz nahii.n jo tujh se milaave aa.nkhe.n
tiir aur KHanjar-o-jamdhar ke zaKHam chaaro.n ek