SEARCH RESULTS
Showing search results for ".phad"
Sher MATCHES FOR ".phad"
Sher
Munawwar Rana
Sher
phaa.D kar KHat us ne qaasid se kahaa
ko.ii paiGaam-e-zabaanii aur hai
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Sher
KHat phaa.D ke phe.nkaa hai to likkhaa bhii miTaa do
kaaGaz pe utartaa hai bahut taav tumhaaraa
Muztar Khairabadi
Sher
dast-e-junuu.n ne phaa.D ke phe.nkaa idhar-udhar
daaman abad me.n hai to garebaa.n azal me.n hai
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
vo jo lailaa hai mire dil me.n sune us kaa jo shor
qais nikle gor se baahar kafan ko chiir-phaa.D
Waliullah Muhib
Sher
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Sher
Waliullah Muhib
Sher
baadbaa.n phaa.D ke KHush ho.n na havaa.e.n itnii
ham to haatho.n ko bhii patvaar banaa lete hai.n
Fasih Rabbani
Sher
dekhaa zaahid ne jo us ruu-e-kitaabii ko to bas
varaq-e-kufr liyaa daftar-e-iimaan ko phaa.D
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
piir ho shaiKH hu.aa hai dekho tiflo.n kaa muriid
murda bolaa hai kafan phaa.D qayaamat aa.ii
Wali Uzlat
Sher
ham aise saare subuuto.n ko phaa.D Daale.nge
hamaare biich me.n jo bhii daraa.D Daale.nge
Faisal Qadri Gunnauri
Sher
Athar Shah Khan Jaidi
Sher
mujh ko thakne nahii.n detaa ye zaruurat kaa pahaa.D
mere bachche mujhe buu.Dhaa nahii.n hone dete