SEARCH RESULTS
Showing search results for ".phad"
Ghazal MATCHES FOR ".phad"
Ghazal
tire Guruur kaa huliya bigaa.D Daaluu.ngaa
mai.n aaj teraa garebaan phaa.D Daaluu.ngaa
Jaun Eliya
Ghazal
Gusse se uTh chale ho to daaman ko jhaa.D kar
jaate rahe.nge ham bhii garebaan phaa.D kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n is jahaan kii qismat badalne niklaa thaa
aur apne haath kaa likkhaa hii phaa.D aayaa huu.n
Jamal Ehsani
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
mire KHutuut to jhallaa ke phaa.D detaa hai
ajiib baat hai purzo.n ko phe.nktaa bhii nahii.n
Shamim Abbas
Ghazal
sukuun kuchh to milaa dil kaa maajraa likh kar
lifaafa phaa.D diyaa phir tiraa pata likh kar
Shahzad Ahmad
Ghazal
sher aa ke chiir phaa.D gayaa mujh ko KHvaab me.n
dam-bhar ko merii aa.nkh lagii thii machaan par
Zafar Iqbal
Ghazal
us ko matluub hai.n kuchh qalb o jigar ke Tuk.De
jaib o daaman na ko.ii phaa.D ke diivaana bane
Asghar Gondvi
Ghazal
husn-e-tasavvuraat me.n likkhe.nge ek KHat
likkhe.nge phaa.D de.nge jalaa.e.nge aap bhii
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
Azm Shakri
Ghazal
kitaab-e-ziist tujhe Gam nahii.n thamaataa ko.ii
mai.n din guzaar ke safhe ko phaa.D letaa huu.n
Babar Ali Asad
Ghazal
yahii KHayaal mujhe aa ke chiir-phaa.D gayaa
mile hai.n dost bhii yuusuf ke bhaa.iyo.n kii tarah
Najmi Siddiqui
Ghazal
jo apne haatho.n se phaa.D ke phe.nkii thii
dil me.n ik tasviir vahii rakkhii niklii
Farhat Zahid
Ghazal
Wazir Agha
Ghazal
aa.iina dekhtaa hai garebaa.n ko phaa.D kar
vahshii ab apnaa aap hii diivaana ho gayaa