SEARCH RESULTS
Showing search results for ".rojn"
Sher MATCHES FOR ".rojn"
Sher
ro.e.n na abhii ahl-e-nazar haal pe mere
honaa hai abhii mujh ko KHaraab aur ziyaada
Asrarul Haq Majaz
Sher
paidaa vo baat kar ki tujhe ro.e.n duusre
ronaa KHud apne haal pe ye zaar zaar kyaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
us kii KHvaahish hai ki ab log na ro.e.n na ha.nse.n
be-hisii vaqt kii aavaaz banaa dii jaa.e
Pirzada Qasim
Sher
ko.ii aisaa ahl-e-dil ho ki fasaana-e-mohabbat
mai.n use sunaa ke ro.uu.n vo mujhe sunaa ke ro.e
Saifuddin Saif
Sher
Mirza Ghalib
Sher
is vaaste furqat me.n jiitaa mujhe rakkhaa hai
ya.anii mai.n tirii suurat jab yaad karuu.n ro.uu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
aap kii yaad me.n ro.uu.n bhii na mai.n raato.n ko
huu.n to majbuur magar itnaa bhii majbuur nahii.n
Manzar Lakhnavi
Sher
beTe masruuf rahe maal ke baTvaare me.n
beTiyaa.n baap kii mayyat se lipaT kar ro.ii.n
Mahmood Ahmad Hashmi
Sher
Saleem Saghar
Sher
Iqbal Kausar
Sher
mai.n hashr ko kyaa ro.uu.n ki uTh jaate hii tere
barpaa hu.ii ik mujh pe qayaamat to yahii.n aur
Meer Hasan
Sher
Ejaz Gul
Sher
ghar kii viiraanii ko kyaa ro.uu.n ki ye pahle sii
ta.ng itnaa hai ki gunjaa.ish-e-ta.amiir nahii.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
Qayem Chaandpuri
Sher
jab lage KHud ko kabhii biimaar se ham
lag ke ro.e.n hai.n dar-o-diivaar se ham