SEARCH RESULTS
Showing search results for ".rojn"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".rojn"
Ghazal
ko.ii aisaa ahl-e-dil ho ki fasaana-e-mohabbat
mai.n use sunaa ke ro.uu.n vo mujhe sunaa ke ro.e
Saifuddin Saif
Sher
ro.e.n na abhii ahl-e-nazar haal pe mere
honaa hai abhii mujh ko KHaraab aur ziyaada
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
taskii.n ko ham na ro.e.n jo zauq-e-nazar mile
huuraan-e-KHuld me.n tirii suurat magar mile
Mirza Ghalib
Sher
paidaa vo baat kar ki tujhe ro.e.n duusre
ronaa KHud apne haal pe ye zaar zaar kyaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".rojn"
Ghazal
chhup chhup ke ro.uu.n aur sar-e-anjuman ha.nsuu.n
mujh ko ye mashvara mire dard-aashnaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
baiTha hai mere samne wo
us ke siine me.n chhup ke ro.uu.n
meraa dil to ye chaahtaa hai
Fahmida Riaz
Ghazal
hai chhe.D iKHtilaat bhii Gairo.n ke saamne
ha.nsne ke badle ro.e.n na kyuu.n gudgudii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
ro.e.n na abhii ahl-e-nazar haal pe mere
honaa hai abhii mujh ko KHaraab aur ziyaada
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
ro.uu.n ki ha.nsuu.n samajh na aa.e
haatho.n me.n hai.n phuul dil me.n ghaa.o
Ahmad Faraz
Nazm
aurat aur namak
chhoTii muskuraahaT tumhaare labo.n pe taraash dii ga.ii hai
tum sadiyo.n se nahii.n ro.ii.n