SEARCH RESULTS
Showing search results for "Darne"
Sher MATCHES FOR "Darne"
Sher
azaab hotii hai.n aksar shabaab kii gha.Diyaa.n
gulaab apnii hii KHushbuu se Darne lagte hai.n
Badr Wasti
Sher
kyaa mazaa detii hai bijlii kii chamak mujh ko 'riyaaz'
mujh se lipTe hai.n mire naam se Darne vaale
Riyaz Khairabadi
Sher
ajnabiyyat kii jhalak dekhii ga.ii lahje me.n
baat Darne kii hai is baat pe Dar jaa.iye naa
Ahmad Sageer
Sher
ishq se tabii.at ne ziist kaa mazaa paayaa
dard kii davaa paa.ii dard-e-be-davaa paayaa
Mirza Ghalib
Sher
Shakeel Badayuni
Sher
judaa.iyo.n ke zaKHm dard-e-zindagii ne bhar diye
tujhe bhii nii.nd aa ga.ii mujhe bhii sabr aa gayaa
Nasir Kazmi
Sher
Allama Iqbal
Sher
baatil se dabne vaale ai aasmaa.n nahii.n ham
sau baar kar chukaa hai tuu imtihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
Chakbast Braj Narayan
Sher
Jaleel Manikpuri
Sher
aaKHir gil apnii sarf-e-dar-e-mai-kada hu.ii
pahu.nche vahaa.n hii KHaak jahaa.n kaa KHamiir ho
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Sher
aisaa na ho ye dard bane dard-e-laa-davaa
aisaa na ho ki tum bhii mudaavaa na kar sako