SEARCH RESULTS
Showing search results for "Darne"
Ghazal MATCHES FOR "Darne"
Ghazal
bahut tavajjoh ta'alluq bigaa.D detii hai
ziyaada Darne lage.nge to Dar lagegaa nahii.n
Umair Najmi
Ghazal
ai dard-e-ishq tujh se mukarne lagaa huu.n mai.n
mujh ko sambhaal had se guzarne lagaa huu.n mai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
bahut dino.n se vo gambhiir KHaamushii hai 'faraaz'
ki log apne KHayaalo.n se aap Darne lage
Ahmad Faraz
Ghazal
Shahryar
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
apnii taraf hii ruKH thaa vahaa.n vaardaat kaa
ilzaam us ke naam pe dharne ke baavajuud
Zafar Iqbal
Ghazal
go miraa saath mirii apnii nazar ne na diyaa
dasht-e-tanhaa.ii me.n ai dil tujhe Darne na diyaa
Azad Gulati
Ghazal
thamaa ke ek bikhartaa gulaab mere haath
tamaasha dekh rahaa hai vo mere Darne kaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
ba.Dhne lagii KHaamushii Darne lagii zindagii
dil hii meraa daf.atan naGma-saraa ho gayaa
Ashfaq Amir
Ghazal
tanhaa.ii me.n chho.D ke jaane vaalaa tuu
tanhaa.ii se kabhii na Darne vaalaa me.n
Javed Akram Farooqi
Ghazal
mai.n to Darne lagii us kii ta.abiir se
pyaar aa.nkho.n me.n jab se banaa dard hai
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
vahshatii huu.n so garebaan ko aa saktaa huu.n
mujh se Darne kaa magar mujh ko Daraane kaa nahii.n
Yunus Tahseen
Ghazal
Hasan Abbas Raza
Ghazal
bhare shahro.n me.n dil Darne lagaa thaa
ab aa kar ja.ngalo.n me.n bas gayaa huu.n