SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dartaa"
Sher MATCHES FOR "Dartaa"
Sher
sharaafato.n kii yahaa.n ko.ii ahmiyat hii nahii.n
kisii kaa kuchh na bigaa.Do to kaun Dartaa hai
Waseem Barelvi
Sher
Rajesh Reddy
Sher
Rajesh Reddy
Sher
Dartaa huu.n dekh kar dil-e-be-aarzuu ko mai.n
sunsaan ghar ye kyuu.n na ho mehmaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Sher
jo bhii kahnaa hai kaho saaf shikaayat hii sahii
in ishaaraat-o-kinaayaat se jii Dartaa hai
Hasan Naim
Sher
Dartaa huu.n aasmaan se bijlii na gir pa.De
sayyaad kii nigaah suu-e-aashiyaa.n nahii.n
Momin Khan Momin
Sher
Arzoo Lakhnavi
Sher
Fareed Parbati
Sher
itnaa royaa huu.n Gam-e-dost zaraa saa ha.ns kar
muskuraate hu.e lamhaat se jii Dartaa hai
Hasan Naim
Sher
ye baat sach hai tumhe.n zulm me.n mahaarat hai
ye baat bhii to haqiiqat hai mai.n nahii.n Dartaa
Sher
muddate.n hu.ii.n ab to jal ke aashiyaa.n apnaa
aaj tak ye aalam hai raushnii se Dartaa huu.n
Qamar Jalalvi
Sher
sach to ye ki abhii dil ko sukuu.n hai lekin
apne aavaara KHayaalaat se jii Dartaa hai
Hasan Naim
Sher
din ke siine me.n dha.Dakte hu.e lamho.n kii qasam
shab kii raftaar-e-subuk-gaam se jii Dartaa hai
Javed Kamal Rampuri
Sher
vahii be-vaj.h udaasii vahii be-naam KHalish
raah-o-rasm-e-dil-e-naakaam se jii Dartaa hai
Javed Kamal Rampuri
Sher
bosa-e-aariz mujhe dete hu.e Dartaa hai kyuu.n
luu.ngaa kyaa nok-e-zabaa.n se tere ruKH kaa til uThaa
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
aate hai.n aane do ye tuufaan kyaa le jaa.e.nge
mai.n to jab Dartaa ki meraa hausla le jaa.e.nge
Waseem Barelvi
Sher
qatl karnaa hai na.e KHvaab kaa so Dartaa huu.n
kaa.np jaa.e.n na mire haath ye KHuu.n karte hu.e
Tripurari
Sher
mai.n to us vaqt se Dartaa huu.n ki vo puuchh na le
ye agar zabt kaa aa.nsuu hai to Tapkaa kaise