SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dartaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "Dartaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "Dartaa"
Sher
sharaafato.n kii yahaa.n ko.ii ahmiyat hii nahii.n
kisii kaa kuchh na bigaa.Do to kaun Dartaa hai
Waseem Barelvi
Nazm
hiras
mai.n sulagte hu.e raazo.n ko ayaa.n to kar duu.n
lekin un raazo.n kii tash.hiir se jii Dartaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
Dartaa huu.n ye ta.Dap ke lahad ko ulaT na de
haatho.n se dil dabaa.e hu.e huu.n mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Sher
Rajesh Reddy
Ghazal
vo faaqa-kash ki maut se Dartaa nahii.n zaraa
ruuh-e-mohammad us ke badan se nikaal do
Allama Iqbal
Nazm
nauha
Dartaa huu.n kahii.n KHushk na ho jaa.e samundar
raakh apnii kabhii aap bahaataa nahii.n ko.ii




