SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dartaa"
Ghazal MATCHES FOR "Dartaa"
Ghazal
sharaafato.n kii yahaa.n ko.ii ahmiyat hii nahii.n
kisii kaa kuchh na bigaa.Do to kaun Dartaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
bedaad-e-ishq se nahii.n Dartaa magar 'asad'
jis dil pe naaz thaa mujhe vo dil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Dartaa huu.n dekh kar dil-e-be-aarzuu ko mai.n
sunsaan ghar ye kyuu.n na ho mehmaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
Dartaa huu.n ye ta.Dap ke lahad ko ulaT na de
haatho.n se dil dabaa.e hu.e huu.n mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
vo faaqa-kash ki maut se Dartaa nahii.n zaraa
ruuh-e-mohammad us ke badan se nikaal do
Allama Iqbal
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
Dartaa huu.n aa.ine ko lagaane se haath mai.n
kahtaa ye aa.iina hai mujhe maar diijiye
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
ko.ii kuchh puuchhe to kahtaa ki havaa se bachnaa
KHud bhii Dartaa thaa bahut sab ko Daraa detaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
hogaa judaa ye haath na gardan se vasl me.n
Dartaa huu.n u.D na jaa.e.n kahii.n naazukii se aap
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Dartaa hai zamaane kii nigaaho.n se bhalaa kyo.n
insaaf tire saath hai ilzaam uThaa le
Sahir Ludhianvi
Ghazal
aag paanii se Dartaa hu.aa mai.n hii thaa
chaa.nd kii sair kartaa hu.aa mai.n hii thaa
Mohammad Alvi
Ghazal
din ko bhii itnaa a.ndheraa hai mire kamre me.n
saaya aate hu.e Dartaa hai mire kamre me.n
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
zulm se gar zab.h bhii kar do mujhe parvaa nahii.n
lutf se Dartaa huu.n ye merii qazaa ho jaa.egaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Dartaa huu.n jalva-e-ruKH-e-jaanaa.n ko dekh kar
apnaa banaa na le kahii.n merii nazar mujhe