SEARCH RESULTS
Showing search results for "Doctor"
Sher MATCHES FOR "Doctor"
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
Aziz Faisal
Sher
doctor kii fees kaa sun kar mariiz-e-mohtaram
operation se hii pahle kuuch farmaa.e.nge kyaa
Syed Fahimuddin
Sher
zaKHm-e-shamshiir-e-nigah haif ki achchhaa na hu.aa
karne ko us kii davaa doctor a.ngrez aayaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Nazir Tonki
Sher
doctor se mai.n ilaaj-e-dil karaane jab gayaa
mashvara us ne diyaa tuu sher kahnaa chho.D de
Zia-ul-Haq Qasmi
Sher
tiraa mariiz huu.n mai.n doctor kaa ghar na bataa
ye dard-e-ishq hai zaalim ko.ii buKHaar nahii.n
Haji Laq Laq
Sher
hai mubtalaa-e-ishq-e-butaa.n meraa doctor
jo mujh me.n virus hai vahii chaara-gar me.n hai
Sarfaraz Shahid
Sher
doctor bhii ho ga.e engineer bhii ho ga.e
gandumii hai rang agar to duusre darje ke hai.n
Syed Zameer Jafri
Sher
Mohammad Taha Khan
Sher
Machis Lakhnavi
Sher
Masroor Shahjahanpuri
Sher
dosto.n ko bhii mile dard kii daulat yaa rab
meraa apnaa hii bhalaa ho mujhe manzuur nahii.n
Hafeez Jalandhari
Sher
had se ba.Dhe jo ilm to hai jahl dosto
sab kuchh jo jaante hai.n vo kuchh jaante nahii.n
Khumar Barabankavi
Sher
dekhaa jo khaa ke tiir kamii.n-gaah kii taraf
apne hii dosto.n se mulaaqaat ho ga.ii