SEARCH RESULTS
Showing search results for "Doctor"
Ghazal MATCHES FOR "Doctor"
Ghazal
tabiibo tum abas aa.e mai.n kushta huu.n fira.ngan kaa
mirii tadbiir karne ko muqarrar doctor hogaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Anant Gupta
Ghazal
shaa.ir bane hai.n doctor jo doctor na the
manzil unhe.n milii jo shariik-e-safar na the
Bulbul Kashmiri
Ghazal
qutub-miinaar se gir kar maraa to doctor bole
ki is kii maut ham ko naa-gahaa.n ma.aluum hotii hai
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
doctor ne kahaa mu.nh me.n mire aalaa lagaa kar
aa.n aa.n se miyaa.n kiijiye baahar ko zabaa.n aur
T N Raaz
Ghazal
Kishan lal Khandaan Dehlvi
Ghazal
ye shikaayat hii sahii lekin hai apne baKHt se
dosto tum se hame.n shikva gila ko.ii nahii.n
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
Boom Merathi
Ghazal
un kii tafriih kaa saamaan-e-tarab thaa mai.n hii
doctor log hai.n jiine se KHafaa mere ba.ad
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
Ata Lucknowi
Ghazal
Nazar Barni
Ghazal
ek hii naddii ke hai.n ye do kinaare dosto
dostaana zindagii se maut se yaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
mai.n KHudaa kaa naam le kar pii rahaa huu.n dosto
zahr bhii is me.n agar hogaa davaa ho jaa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
haTaa.e the jo raah se dosto.n kii
vo patthar mire ghar me.n aane lage hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
nafrato.n ke tiir khaa kar dosto.n ke shahr me.n
ham ne kis kis ko pukaaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
yahaa.n vo kaun hai jo intiKHaab-e-Gam pe qaadir ho
jo mil jaa.e vahii Gam dosto.n kaa mudda.aa hogaa