SEARCH RESULTS
Showing search results for "Doctor"
Nazm MATCHES FOR "Doctor"
Nazm
sham-e-ayaadat
agarche doctor ne mujh ko maut se bachaa liyaa
par is ke baa'd us nigaah ne mujhe jilaa liyaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHuda ki shan
mai.n ho gayaa jo shifaayaab vo Thikaane lagaa
buKHaar merii jagah doctor ko aane lagaa
Khalid Irfan
Nazm
waqt ke nam ek KHat
doctor ne abhii sirf vaada kiyaa hai
kal ke liye saa.nse.n kamaate haath
Zahid Imroz
Nazm
mustaqbil ki aawaz
hamii.n me.n ko.ii teacher aur ko.ii doctor hogaa
ko.ii ta.aliim kaa afsar ko.ii engineer hogaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
kursi
ko.ii clerk ko.ii manager kii kursii hai
jahaa.n hai nurse vahii.n doctor kii kursii hai
Khalid Irfan
Nazm
sabza-e-begana
tabiib haaziq o nabbaaz doctor kitne
talab kiye ga.e aur sab ne ittifaaq kiyaa
Akhtarul Iman
Nazm
hum ko dekhe jo aankh wala ho
dosto mu.nh hamaaraa kaalaa ho
gar kabhii sar me.n tel Daalaa ho
Mohammad Yusuf Papa
Nazm
munni ki baaten
gha.Dii ko doctor saahab ke paas le jaa.o
unhe.n dikhaa.o ise is me.n ga.D-ba.Dii kyaa hai
Shamim Hashimi
Nazm
aspatal
har ek nurse ke lab par ha.nsii sikhaa.ii hu.ii
jo doctor hai vo apne ta.ii.n masiihaa hai
Salam Machhli shahri
Nazm
aaj ki taza KHabar
doctor dekh ke bolaa ye use aale se
ye maraa zahr se naa qatl hu.aa bhaale se
Sarpat Lakhnavi
Nazm
shanaKHt
mere libaade aur hand-bag ko kha.ngaalaa jaataa hai
mere hand-bag me.n doctor ke chand nusKHo.n