SEARCH RESULTS
Showing search results for "aKHlaaq"
Sher MATCHES FOR "aKHlaaq"
Sher
kyaa tujhe ilm nahii.n terii razaa kii KHaatir
mai.n ne kis kis ko zamaane me.n KHafaa rakkhaa hai
Akhlaque Bandvi
Sher
maz.hab kii KHaraabii hai na aKHlaaq kii pastii
duniyaa ke masaa.ib kaa sabab aur hii kuchh hai
Firaq Gorakhpuri
Sher
kisii ke lams kii taasiir hai ki barso.n ba.ad
mirii kitaabo.n me.n ab bhii gulaab jaagte hai.n
Akhlaque Bandvi
Sher
ye kaisii jagah hai ki dil kho rahaa hai
bayaabaa.n hai sahraa hai gulshan hai kyaa hai
Akhlaq Ahmad Ahan
Sher
Aatish Bahawalpuri
Sher
umr lag jaatii hai ik ghar ko banaane me.n hame.n
maka.Diyaa.n roz hii bun letii hai.n jaale kaise
Akhlaque Bandvi
Sher
aKHlaaq o sharaafat kaa a.ndheraa hai vo ghar me.n
jalte nahii.n ma.asuum gunaaho.n ke diye bhii
Fuzail Jafri
Sher
sitaaro.n kii gardish dilo.n kaa bichha.Dnaa
ye kaise KHudaa kii hai kaisii KHudaa.ii
Akhlaq Ahmad Ahan
Sher
har samt se tuufaan kii aamad kii hai.n KHabre.n
ab maan lo ham log gunahgaar bahut hai.n
Akhlaq Aatif
Sher
ham log to aKHlaaq bhii rakh aa.e hai.n 'saahil'
raddii ke isii Dher me.n aadaab pa.De the
KHalid Malik Sahil
Sher
vo jaaduu adaa.e.n adaa.o.n me.n jaaduu
ye pahu.nchaa.e.n ham ko fanaa se baqaa tak
Akhlaq Ahmad Ahan
Sher
tire firaaq me.n ham ne bahaa.e ashk-e-jigar
ye sab ne chaahaa magar aa.e to lahuu aa.e
Akhlaq Ahmad Ahan
Sher
raah-e-hayaat me.n na milii ek pal KHushii
Gam kaa ye bojh dosh pe saamaan saa rahaa
Akhlaq Ahmad Ahan
Sher
rasm-e-duniyaa ke salaasil me.n giraftaarii hai
mat Thaharnaa ki kahii.n phaa.ns javaa.n-tar ho jaa.e
Akhlaq Ahmad Ahan
Sher
Gam-e-vajuud kaa maatam karuu.n to kaise jiyuu.n
magar KHudaa tire daaman pe daaG hai ki nahii.n