SEARCH RESULTS
Showing search results for "aKHlaaq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aKHlaaq"
PAGE MATCHES FOR "aKHlaaq"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aKHlaaq"
Sher
kisii ke lams kii taasiir hai ki barso.n ba.ad
mirii kitaabo.n me.n ab bhii gulaab jaagte hai.n
Akhlaque Bandvi
Ghazal
chaar logo.n ke dikhaane ko to aKHlaaq se mil
aur kuchh bhii nahii.n duniyaa me.n bharam dekhte hai.n
Safi Aurangabadi
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
tum ne qaisar-e-baaG ko dekhaa to hogaa baarhaa
aaj bhii aatii hai jis se haa.e 'aKHtar' kii sadaa
Josh Malihabadi
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
to shahr ke saare paarsaa mujh ko Tokte hai.n
KHilaaf-e-aKHlaaq jin ke nazdiik hai mohabbat
Qateel Shifai
Nazm
mata-e-alfaz
kuchh takalluf se sahii Thahar ke kuchh baat kare.n
aur is arsa-e-aKHlaaq-o-muravvat me.n kabhii
Zehra Nigaah
Nazm
ilm
ilm hai aapas me.n iKHlaas-o-uKHuvvat ke liye
ye nahii.n auro.n ke nuqsaan-o-halaakat ke liye
Farooq Shakeel
Ghazal
milan-saarii bhii siikho jab nigaah-e-naaz paa.ii hai
mirii jaa.n aadmii aKHlaaq se talvaar jauhar se
Safi Aurangabadi
Ghazal
apne aKHlaaq kii shohrat ne ajab din dikhlaa.e
vo bhii aate rahe ahbaab bhii saath aate rahe
Mustafa Zaidi
Ghazal
jis se bhii mile.n jhuk ke mile.n ha.ns ke ho.n ruKHsat
aKHlaaq bhii is shahr me.n pesha nazar aa.e
Nida Fazli
Sher
ye kaisii jagah hai ki dil kho rahaa hai
bayaabaa.n hai sahraa hai gulshan hai kyaa hai