SEARCH RESULTS
Showing search results for "aKHlaaq"
Ghazal MATCHES FOR "aKHlaaq"
Ghazal
chaar logo.n ke dikhaane ko to aKHlaaq se mil
aur kuchh bhii nahii.n duniyaa me.n bharam dekhte hai.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
milan-saarii bhii siikho jab nigaah-e-naaz paa.ii hai
mirii jaa.n aadmii aKHlaaq se talvaar jauhar se
Safi Aurangabadi
Ghazal
apne aKHlaaq kii shohrat ne ajab din dikhlaa.e
vo bhii aate rahe ahbaab bhii saath aate rahe
Mustafa Zaidi
Ghazal
jis se bhii mile.n jhuk ke mile.n ha.ns ke ho.n ruKHsat
aKHlaaq bhii is shahr me.n pesha nazar aa.e
Nida Fazli
Ghazal
Anwar Jalalpuri
Ghazal
ye kaam na le naala-o-faryaad-o-fuGaa.n se
aflaak ulaT dene kaa Dhab aur hii kuchh hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aKHlaaq vafaa chaahat sab qiimtii kap.De hai.n
har roz na o.Dhaa kar in reshmii shaalo.n ko
Bashir Badr
Ghazal
mai.n ham-kanaar kabhii ho sakaa na manzil se
hamesha halqa-e-aKHlaaq-e-raahbar me.n rahaa
Anjum Siddiqui
Ghazal
ye nii.nd letii hai 'aKHlaaq' vo KHiraaj ki bas
jo KHuub sote hai.n ho kar KHaraab jaagte hai.n
Akhlaque Bandvi
Ghazal
apne haatho.n ke pale log jo ho jaa.e.n KHilaaf
un ke aKHlaaq pe ai 'charKH' malaal aataa hai
Charkh Chinioti
Ghazal
na tum saa KHush-aKHlaaq paayaa na ham ne
kahii.n shaan ye dil-sitaanii kii dekhii
Hasrat Mohani
Ghazal
zindagaanii me.n nasiihat nahii.n kaam aatii hai
dars-e-aKHlaaq faqat mujh ko kitaabo.n me.n mile
Imam Azam
Ghazal
naam kaa aks bhii aa.iina-e-kirdaar me.n rakh
naam 'aKHlaaq' sahii naam me.n kyaa rakkhaa hai
Akhlaque Bandvi
Ghazal
sab ke chehro.n pe hai.n aKHlaaq-o-muravvat ke naqaab
kis ko apnaa yahaa.n aur kis ko paraayaa kahiye