SEARCH RESULTS
Showing search results for "aadam-khor"
Sher MATCHES FOR "aadam-khor"
Sher
ja.ngalo.n ko kaaT kar kaisaa Gazab ham ne kiyaa
shahr jaisaa ek aadam-KHor paidaa kar liyaa
Farhat Ehsas
Sher
Riyaz Saghar
Sher
adaa-e-KHaar se gulshan kii ba.Dh ga.ii ziinat
agarche phuulo.n ke daaman hai.n taar taar abhii
Afroz Alam
Sher
bhalaa mai.n zaKHm khol kar dikhaa.uu.n kyo.n
udaas huu.n to huu.n tumhe.n bataa.uu.n kyo.n
Fariha Naqvi
Sher
aakaash kii hasiin fazaa.o.n me.n kho gayaa
mai.n is qadar u.Daa ki KHalaa.o.n me.n kho gayaa
Kamil Bahzadi
Sher
a.ndherii raat kii parchhaa.iyo.n me.n Duub gayaa
sahar kii khoj me.n jo bhii ufuq ke paar gayaa
Akhtar Imam Rizvi
Sher
Zubair Rizvi
Sher
kitne hai.n log KHud ko jo kho kar udaas hai.n
aur kitne apne-aap ko paa kar bhii KHush nahii.n
Zeeshan Sahil
Sher
aa.e 'adam se gulshan-e-hastii kii sair ko
daaman ulajh gayaa hai yahaa.n KHaar-zaar me.n
Mohammad Baqar Shams
Sher
bhuuke hai.n ahl-e-ilm gadhe khaa rahe hai.n khiir
thuu thuu tire nizaam-e-hukuumat pe aaKH-thuu