SEARCH RESULTS
Showing search results for "aadam-khor"
Ghazal MATCHES FOR "aadam-khor"
Ghazal
mai.n jii rahaa huu.n abhii ai zamiin-e-aadam-KHor
abhii to dekh na tuu itnii ishtihaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
taariikii kii laashe.n ginnaa kitnaa mushkil hai
din ke aadam-KHor ujaale gintaa rahtaa huu.n
Ali Imran
Ghazal
dost aadam-KHor chi.Diyo.n se abhii hai vaasta
kyaa karuu.ngaa jab kabuutar bhii uqaabii ho ga.e
Aatif Kamal Rana
Ghazal
jin pe maamuur kiye jaane lage aadam-KHor
aise KHuu.n-rez maqaamaat se jii Dartaa hai
Syed Abbas Raza Tanweer
Ghazal
suno insaan jo insaaniyat se duur rahtaa ho
mujhe insaa.n nahii.n lagtaa vo aadam-KHor lagtaa hai
Ali Raza Razi
Ghazal
jangalo.n ko kaaT kar kaisaa Gazab ham ne kiyaa
shahr jaisaa ek aadam-KHor paidaa kar liyaa
Farhat Ehsas
Ghazal
Nawaz Asimi
Ghazal
Habeeb Aarvi
Ghazal
Riyaz Saghar
Ghazal
adaa-e-KHaar se gulshan kii ba.Dh ga.ii ziinat
agarche phuulo.n ke daaman hai.n taar taar abhii
Afroz Alam
Ghazal
ek taara Tuut kar taariikiyo.n me.n kho gayaa
raat 'iram' ne is tarah ek aah kii tere baGair
Iram Lakhnavi
Ghazal
alam khol kar 'josh' bad-mastiyo.n ke
jahaa.n-daariyaa.n kar jahaa.n-baaniyaa.n kar
Josh Malihabadi
Ghazal
ajiib dhun thii ki Thahre kahii.n na diivaane
vo raahato.n kaa chaman ho ki KHaar-zaar-e-alam
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
safar hai shart ki is KHaar-zaar-e-aalam me.n
gulo.n kaa rang liye naqsh-e-paa bhii milte hai.n
Salik Lakhnavi
Ghazal
inaam Hanafi
Ghazal
udaas baam pe mausam ne khol dii.n zulfe.n
kisii biyog me.n jogan hai kyaa kiyaa jaa.e
Afroz Alam
Ghazal
nigaah-e-imtiyaaz kaa shikaar mai.n hu.aa 'imaam'
yahaa.n vo KHaar de gayaa vahaa.n gulaab le gayaa
Mazhar Imam
Ghazal
ik ham-safar ko kho ke ye haalat hu.ii 'adam'
ja.ngal me.n jis tarah ko.ii be-aas rah gayaa