SEARCH RESULTS
Showing search results for "al-garaz"
Sher MATCHES FOR "al-garaz"
Sher
ik sitam Dhaane me.n fard ek sitam sahne me.n
al-Garaz hai na tumhaaraa na miraa dil naaqis
Nooh Narvi
Sher
sukuut tark-e-ta.alluq kaa ik garaa.n lamha
banaa gayaa hai sadaa.o.n kaa silsila mujh ko
Ameeq Hanafi
Sher
be-hirs-o-Garaz qarz adaa kiijiye apnaa
jis tarah police kartii hai chaalaan vaGaira
Anwar Masood
Sher
ek gaahak ko zaruurat toilet paper kii thii
mai.n ne us ko de diyaa hai is ke badle reg-maal
Zia-ul-Haq Qasmi
Sher
huzuur-e-husn ye dil kaasa-e-gadaa.ii hai
huu.n vo faqiir jise bhiik bhii na de ko.ii
Shahzad Ahmad
Sher
junuu.n ko hosh kahaa.n ehtimaam-e-Gaarat kaa
fasaad jo bhii jahaa.n me.n hu.aa KHirad se hu.aa
Iqbal Azeem
Sher
ik Gazal likkhii to Gam ko.ii puraanaa jaagaa
phir usii Gam ke sabab ek Gazal aur kahii
Anjum Khaleeq
Sher
mujh ko utaar harf me.n jaan-e-Gazal banaa mujhe
merii hii baat mujh se kar meraa kahaa sunaa mujhe
Yasmeen Habeeb
Sher
us Gairat-e-naahiid kii har taan hai diipak
sho.ala saa lapak jaa.e hai aavaaz to dekho
Momin Khan Momin
Sher
kam milne kaa ehsaas-e-garaa.n lagtaa hai teraa
ab lutf-o-karam bhii tiraa pahle saa nahii.n hai
Masood Tanha
Sher
Raghvendra Dwivedi
Sher
kisii kaa naam na luu.n aur Gazal ke parde me.n
bayaan us kii mai.n saarii sifaat bhii kar luu.n
Mushaf Iqbal Tausifi
Sher
ik Gazal to mire haatho.n se misaalii ho jaa.e
kaash ki tuu miraa mahbuub-e-KHayaalii ho jaa.e
Azhar Bakhsh Azhar
Sher
labo.n pe mauj-e-tabassum nigah me.n barq-e-Gazab
ko.ii bataa.e ye andaaz-e-barhamii kyaa hai
Jigar Moradabadi
Sher
aaj merii ik Gazal ne us ke ho.nTo.n ko chhu.aa
aaj pahlii baar apnii shaa.irii achchhii lagii
Siraj Faisal Khan
Sher
'mus.hafii' ab ik Gazal likh tuu Gazal kii tarah se
taa kare aalam kaa taaraaj-e-shakebaa.ii basant
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
phir aaj ek Gazal keh ke mai.n mo'attar huu.n
phir aaj zaKHm kiye apne sandalii mai.n ne
Anjuman Mansury Arzoo
Sher
'saudaa' tuu is Gazal ko Gazal-dar-Gazal hii kah
honaa hai tujh ko 'miir' se ustaad kii taraf