SEARCH RESULTS
Showing search results for "al-garaz"
Ghazal MATCHES FOR "al-garaz"
Ghazal
KHuugar-e-rasm-e-sitam mai.n hu.aa 'diivaan' ab to
al-Garaz apne liye ahl-e-sitam achchhe hai.n
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
al-Garaz pahu.nchnaa hai aagahii kii manzil par
hasrate.n hai.n pazhmurda raaste bhii zaKHmii hai.n
Shamshad shaad
Ghazal
is me.n hargiz nahii.n hai jaa-e-suKHan
al-Garaz KHaamushii ajab shai hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
mere afkaar-o-KHayaalaat kaa mehvar tum ho
al-Garaz merii har ik baat kaa mehvar tum ho
Sardar Khan Soz
Ghazal
Anwar Dehlvi
Ghazal
khaad paanii de sake.n kab vaqt duniyaa ne diyaa
al-Garaz gul KHvaahisho.n ke ham ne murjhaane diye
Kamal Kataria Karan
Ghazal
aaKHirash mujh se vo milne ke liye raazii hu.aa
al-Garaz ho hii ga.ii mujh pe inaayat us kii
Azhar Sajjad
Ghazal
al-Garaz qissa-e-do-lafz ye sun le ai dost
kuucha-e-yaar ba-sad ranj na chhuuTaa ai hai
Afeef Siraj
Ghazal
al-Garaz aag mohabbat kii jalaa detii hai
jis tarah aag se siimaab havaa hotaa hai
Abdul Qadir Ahqar Azizi
Ghazal
al-Garaz lutf ko.ii mujh ko mayassar hii nahii.n
na ha.nsaataa hai na jii bhar ke rulaataa hai mujhe
Nirmal Singh Raipuri
Ghazal
Gam-e-dauraa.n kii rahii yaa Gam-e-jaanaa.n kii rahii
al-Garaz chhe.D rahii manzil-e-naakaam ke saath
Manzil Lohatheri
Ghazal
al-Garaz kyaa kahuu.n ki kyaa huu.n 'aniis'
zindagii ke liye azaab huu.n mai.n