SEARCH RESULTS
Showing search results for "anaa-parast"
Sher MATCHES FOR "anaa-parast"
Sher
anaa-parast huu.n mil jaa.uu.n KHaak me.n lekin
KHariid saktaa nahii.n ko.ii maal zar se mujhe
Moid Rahbar Lakhnavi
Sher
go hai anaa-parast magar dost bhii to hai
dil ko ye soch kar hii kushaada hai kar liyaa
Hina Ambareen Tariq
Sher
zamii.n uThegii nahii.n aasmaa.n jhukegaa nahii.n
anaa-parast hai.n dono.n ke KHaandaan bahut
Wafa Naqvi
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
mirii anaa ne sabaq de ke KHud-parastii kaa
chhu.Daa diyaa hai zamaane kii bandagii se mujhe
Ramz Azimabadi
Sher
parat parat tiraa chehra sajaa rahaa huu.n mai.n
ye ittifaaq ki hai.n ghar me.n aa.ine TuuTe