SEARCH RESULTS
Showing search results for "anaa-parast"
Ghazal MATCHES FOR "anaa-parast"
Ghazal
anaa-parast to ham hai.n Guruur kis kaa hai
mubaarazat ke amal me.n qusuur kis kaa hai
Murtaza Ashar
Ghazal
zamii.n uThegii nahii.n aasmaa.n jhukegaa nahii.n
anaa-parast hai.n dono.n ke KHaandaan bahut
Wafa Naqvi
Ghazal
use KHabar hai ki ham us pe jaan dete hai.n
anaa-parast hai iz.haar ruu-baruu chaahe
Suroor Barabankvi
Ghazal
hotaa agar kuchh aur to hotaa anaa-parast
us kii razaa shikast-e-anaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
Farhan Alam Qaiser
Ghazal
jinhe.n daan kar ke chale ga.e ho azaab-e-jaa.n
vo anaa-parast se ibrato.n ke asiir hai.n
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
baaqii hai sirf ahd-e-guzishta kii baazgasht
yaaro anaa-parast musalmaan to gayaa
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
jitne anaa-parast hai.n mahfil me.n un se ham
hargiz uThe na haath milaane ke vaaste
Nilendra Rana
Ghazal
jitne anaa-parast hai.n mahfil me.n un se ham
hargiz uThe na haath milaane ke vaaste
Nilendra Rana
Ghazal
isii tarah se agar tum anaa-parast rahe
KHud apnaa raah-numaa aap hii banegaa lahuu
Habib Jalib
Ghazal
'aduu ne ham se hamaaraa Guruur maa.ngaa thaa
anaa-parast the ham zindagii ko bhuul ga.e
Shoib Bukhari
Ghazal
anaa-parast na ban zindagii tabaah na kar
jo ghar se tere baGaavat uThii to kyaa hogaa
Sada Neotanvi
Ghazal
dar-parda vaapsii ko hai.n tayyaar anaa-parast
gum-gashta manzilo.n kii magar rahguzar to ho
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
tuu bhii anaa-parast hai so kholtaa nahii.n
aur ham bhii tere dar se kahii.n hil nahii.n rahe
Siddharth Saaz
Ghazal
haqiir samjhe sabhii ko zaliil kartaa phire
anaa-parast kii shohrat ko aag lag jaa.e
Faizan Asad
Ghazal
ham hai.n anaa-parast nahii.n KHil'ate.n pasand
kyo.n dosh par 'ataa-e-salaatii.n uThaa.iye
Ali Raza Aseer
Ghazal
garche anaa-parast vo 'ajmal' balaa kaa hai
bebaakiyo.n pe merii to hairat use bhii thii
Ajmal Abullais
Ghazal
bas is lihaaz se be-shak anaa-parast hai.n ham
ham aisii bazm me.n jaate hai.n jis me.n raahat ho
Zarqa Naseem Ghalib
Ghazal
ham the anaa-parast so rokaa nahii.n use
par us ke lauT aane kii KHvaahish me.n mar ga.e