SEARCH RESULTS
Showing search results for "anaa-parast"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "anaa-parast"
Sher
anaa-parast huu.n mil jaa.uu.n KHaak me.n lekin
KHariid saktaa nahii.n ko.ii maal zar se mujhe
Moid Rahbar Lakhnavi
Sher
go hai anaa-parast magar dost bhii to hai
dil ko ye soch kar hii kushaada hai kar liyaa
Hina Ambareen Tariq
Ghazal
anaa-parast to ham hai.n Guruur kis kaa hai
mubaarazat ke amal me.n qusuur kis kaa hai
Murtaza Ashar
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "anaa-parast"
MORE MATCHES FOR "anaa-parast"
Ghazal
use KHabar hai ki ham us pe jaan dete hai.n
anaa-parast hai iz.haar ruu-baruu chaahe
Suroor Barabankvi
Ghazal
hotaa agar kuchh aur to hotaa anaa-parast
us kii razaa shikast-e-anaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
Farhan Alam Qaiser
Ghazal
jinhe.n daan kar ke chale ga.e ho azaab-e-jaa.n
vo anaa-parast se ibrato.n ke asiir hai.n
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
baaqii hai sirf ahd-e-guzishta kii baazgasht
yaaro anaa-parast musalmaan to gayaa
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
jitne anaa-parast hai.n mahfil me.n un se ham
hargiz uThe na haath milaane ke vaaste
Nilendra Rana
Ghazal
jitne anaa-parast hai.n mahfil me.n un se ham
hargiz uThe na haath milaane ke vaaste
Nilendra Rana
Ghazal
isii tarah se agar tum anaa-parast rahe
KHud apnaa raah-numaa aap hii banegaa lahuu
Habib Jalib
Ghazal
'aduu ne ham se hamaaraa Guruur maa.ngaa thaa
anaa-parast the ham zindagii ko bhuul ga.e
Shoib Bukhari
Ghazal
anaa-parast na ban zindagii tabaah na kar
jo ghar se tere baGaavat uThii to kyaa hogaa
Sada Neotanvi
Ghazal
dar-parda vaapsii ko hai.n tayyaar anaa-parast
gum-gashta manzilo.n kii magar rahguzar to ho