SEARCH RESULTS
Showing search results for "andhe"
Sher MATCHES FOR "andhe"
Sher
us zulf pe phabtii shab-e-diijuur kii suujhii
andhe ko a.ndhere me.n ba.Dii duur kii suujhii
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
andhe adam vajuud ke girdaab se nikal
ye zindagii bhii KHvaab hai tuu KHvaab se nikal
Arif Shafiq
Sher
KHaak me.n dil ko milaate ho Gazab karte ho
andhe aa.iine me.n kyaa dekhoge suurat apnii
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
tum un ke haat pe sikke nahii.n diye rakkho
ye andhe log hai.n aur raushnii ke bhuuke hai.n
Asim nadeem Asi
Sher
is chhe.D me.n bante hai.n hoshyaar bhii diivaane
lahraayaa jahaa.n sho.ala andhe hu.e parvaane
Arzoo Lakhnavi
Sher
Aftab Shamsi
Sher
rafta rafta zehn ke sab qumqume bujh jaa.e.nge
aur ik andhe nagar kaa raasta rah jaa.egaa
Ishrat Rumani
Sher
aandhe mo.D ko jo bhii kaaTe aahista guzre
cycle.n Takraa jaatii hai.n akasr motor se
Majid-ul-Baqri
Sher
ajiib ujrat mohabbato.n kii vo de gayaa hai
kiyaa hai andhe hujuum par aashkaar mujh ko
Mohammad Mustahsan Jami
Sher
kab Thahregaa dard ai dil kab raat basar hogii
sunte the vo aa.e.nge sunte the sahar hogii
Faiz Ahmad Faiz
Sher
shaaKHo.n se TuuT jaa.e.n vo patte nahii.n hai.n ham
aa.ndhii se ko.ii kah de ki auqaat me.n rahe
Rahat Indori
Sher
kuchh nazar aataa nahii.n us ke tasavvur ke sivaa
hasrat-e-diidaar ne aa.nkho.n ko andhaa kar diyaa
Haidar Ali Aatish
Sher
saaya hai kam khajuur ke uu.nche daraKHt kaa
ummiid baa.ndhiye na ba.De aadmii ke saath