SEARCH RESULTS
Showing search results for "andhe"
Ghazal MATCHES FOR "andhe"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
hame.n chashm-e-biinaa dikhaatii hai sab kuchh
vo andhe hai.n jo jaam-e-jam dekhte hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
is tarah au.ndhe pa.De hai.n ye shikasta jazbe
jaise ik vahm ne in sab kii imaamat kii hai
Jawad Sheikh
Ghazal
matlab ko to pahu.nchte nahii.n andhe ke se taur
ham maarte phire hai.n u nahii.n Tappe To.iye
Meer Taqi Meer
Ghazal
andhe ku.e.n me.n maar ke jo phe.nk aa.e the
un bhaa.iyo.n se kahiyo abhii tak hayaat huu.n
Bashir Badr
Ghazal
kaun de aavaaz KHaalii raat ke andhe ku.e.n me.n
kaun utre KHvaab se mahruum bistar me.n akelaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Zuhoor Nazar
Ghazal
aa.nkh vaalo.n ne churaa lii raushnii saarii to phir
ek andhe kii hathelii par diyaa raushan hu.aa
Aziz Nabeel
Ghazal
jahaa.n kirdaar guu.nge dekhne vaale hai.n andhe
isii manzar se to parda haTaa rakkhaa hai tum ne
Saleem Kausar
Ghazal
raat kii aaGosh se maanuus itne ho ga.e
raushnii me.n aa.e to ham log andhe ho ga.e
Azhar Faragh
Ghazal
andhe logo.n ko sunaa dete hai.n us kaa chehra
aap ke log bhii dete hai.n sazaa.e.n kaisii