SEARCH RESULTS
Showing search results for "bad-bakht"
Sher MATCHES FOR "bad-bakht"
Sher
ghu.nghaT ulTo ki tumhe.n puuj ke kaafir ho jaa.e
dil-e-bad-baKHt jo iimaan se bhii shaad nahii.n
Ijtiba Rizvi
Sher
Noman Badr
Sher
kivaa.D band karo tiira-baKHto so jaa.o
galii me.n yuu.n hii ujaalo.n kii aahaTe.n ho.ngii
Bekal Utsahi
Sher
ba-zaahir saadgii se muskuraa kar dekhne vaalo
ko.ii kam-baKHt naa-vaaqif agar diivaana ho jaa.e
Hafeez Jalandhari
Sher
mujhe kaafir hii bataataa hai ye vaa.iz kam-baKHt
mai.n ne bando.n me.n ka.ii baar KHudaa ko dekhaa
Mirza Mayal Dehlvi
Sher
use paa-ba-gil na rakhtaa jo KHayaal-e-tiira-baKHtii
jise zarra kah rahe ho yahii ik sharaar hotaa
Natiq Gulavthi
Sher
hai ek baat jo mauzuu-e-guftuguu bantii
mile jo aap to kam-baKHt yaad hii na rahii
Raza Naqvi Vahi
Sher
Allama Talib Jauhari
Sher
shaayad mizaaj ham se mukaddar hai yaar kaa
likkhaa hai us ne ham ko ba-KHatt-e-Gubaar KHat