SEARCH RESULTS
Showing search results for "bad-bakht"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bad-bakht"
Translated Poetry
dil-e-bad-baKHt kabhii shaad na thaa
dard-o-Gam se kabhii aazaad na thaa
Ameer Khusrau
Ghazal
bad-baKHt bad-nasiib bure log hai.n yahaa.n
sach baat hai adiib bure log hai.n yahaa.n
Asghar Jurat
Nazm
ishq-o-mohabbat
hai.n mujh se mulaaqaat ke mushtaaq hazaaro.n
kyaa baat kare haasid-e-bad-baKHt bechaara
Ghazi Kabuli
Ghazal
ye mire ahd-e-bad-baKHt kii baat hai
aadmii kii hii khii.nche hai khaal aadmii
Sarfaraz Khan Azmi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "bad-bakht"
MORE MATCHES FOR "bad-bakht"
Sher
ghu.nghaT ulTo ki tumhe.n puuj ke kaafir ho jaa.e
dil-e-bad-baKHt jo iimaan se bhii shaad nahii.n
Ijtiba Rizvi
Ghazal
mai.n kaisii saa.at-e-bad-baKHt me.n muqayyad huu.n
du.aa KHushii kii hai zaahir asar malaal kaa hai
Krishna Kumar Toor
Nazm
chand aur mahbub
jab se ye KHabar 'aam hu.ii ruu-e-zamii.n par
har shaa'ir-e-bad-baKHt kaa maa'shuuq KHafaa hai