SEARCH RESULTS
Showing search results for "bad-bakht"
Ghazal MATCHES FOR "bad-bakht"
Ghazal
bad-baKHt bad-nasiib bure log hai.n yahaa.n
sach baat hai adiib bure log hai.n yahaa.n
Asghar Jurat
Ghazal
ye mire ahd-e-bad-baKHt kii baat hai
aadmii kii hii khii.nche hai khaal aadmii
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
mai.n kaisii saa.at-e-bad-baKHt me.n muqayyad huu.n
du.aa KHushii kii hai zaahir asar malaal kaa hai
Krishna Kumar Toor
Ghazal
jaan apnii bilaa-vaj.h ga.nvaataa nahii.n ko.ii
sasuraal me.n bad-baKHt sataa.ii ga.ii hogii
Moeen Kausar
Ghazal
aur phir chho.D gayaa vo jo kahaa kartaa thaa
kaun bad-baKHt tujhe chho.D ke jaa saktaa hai
Sajid Raheem
Ghazal
ye hijr na jaane mujhe kyaa vaqt dikhaa.e
aur tum kisii bad-baKHt ko kyo.n yaad karoge
Bismil Dehlavi
Ghazal
ek sho.ala hai mohabbat use shabnam na kaho
zinda rahtii hai ye bad-baKHt dhu.aa.n hone tak
Yunus Ghazi
Ghazal
bad-baKHt huu.n jaate hu.e Dartaa huu.n chaman me.n
qismat kahii.n har phuul ko kaa.nTaa na banaa de
Jauhar Nizami
Ghazal
bad-baKHt hai.n jo kuucha-e-mahbuub chho.D kar
diivaana-vaar jaanib-e-sahraa nikal ga.e
Shayar Fatehpuri
Ghazal
kuuk koyal kii na chi.Diyo.n kii chahak sunte hai.n
kitne bad-baKHt hai.n ye shahr me.n rahne vaale
Sada Ambalvi
Ghazal
Ibrahim Ali Zeeshan
Ghazal
mahruum ko.ii kyo.n ho tire daur-e-sitam me.n
bad-baKHt hai jo kushta-e-bedaad nahii.n hai
Nashtar Chaprawi
Ghazal
ham vo bad-baKHt muhaajir hai.n ki hijrat ke shigaaf
mustaqil hijrat-e-saanii se rafuu karte hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
ek mazluum-e-zamaana huu.n mai.n bad-baKHt nahii.n
Gam-e-duniyaa ko muqaddar se alaihada kar de
R P Shokh
Ghazal
mujh saa bad-baKHt jo ho KHud ke safar se baahar
shauq hone se rahii aabla-paa.ii mujh ko