SEARCH RESULTS
Showing search results for "bint-e-havvaa"
Sher MATCHES FOR "bint-e-havvaa"
Sher
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
aaj lab-e-guhar-fishaa.n aap ne vaa nahii.n kiyaa
tazkira-e-KHajista-e-aab-o-havaa nahii.n kiyaa
Jaun Eliya
Sher
kahaa.n bhaTaktii phiregii a.ndherii galiyo.n me.n
ham ik charaaG sar-e-kuucha-e-havaa rakh aa.e
Aslam Mahmood
Sher
Mirza Daood Beg
Sher
kahii.n bhii jaa.e.n kisii shahr me.n sukuunat ho
ham apnii tarz kii aab o havaa banaate hai.n
Khurshid Talab
Sher
aa.ii havaa na raas jo saayo.n ke shahr kii
ham zaat kii qadiim guphaa.o.n me.n kho ga.e
Abdul Ahad Saaz
Sher
log kahte hai.n ki vo shaKHs hai KHushbuu jaisaa
saath shaayad use le aa.e havaa dekhte hai.n
Asim Wasti
Sher
puuchh rahe hai.n mujh se pe.Do.n ke saudaagar
aab-o-havaa kaise zahriilii ho jaatii hai
Alam Khursheed
Sher
sukuun luTtaa rahegaa fazaa hii aisii hai
tumhaare shahr kii aab-o-havaa hii aisii hai
Asad Rizvi
Sher
thii paa.nv me.n ko.ii zanjiir bach ga.e varna
ram-e-havaa kaa tamaashaa yahaa.n rahaa hai bahut
Rajinder Manchanda Bani
Sher
mai.n chaahtaa huu.n mujhe mash.alo.n ke saath jalaa
kushaada-tar hai agar KHema-e-havaa tujh pe
Afzal Ahmad Syed
Sher
purvaa.iyo.n se la.Dtii hai.n pachchhim kii aa.ndhiyaa.n
sulh-pasand aab-o-havaa kis ke paas hai
Zakauddin Shaya.n
Sher
hai ashk-o-aah raas hamaare mizaaj ko
ya.anii pale hu.e isii aab-o-havaa ke hai.n