SEARCH RESULTS
Showing search results for "bint-e-havvaa"
Ghazal MATCHES FOR "bint-e-havvaa"
Ghazal
bint-e-havvaa kisii chehre se na dhokaa khaa.e
ke.nchulii saa.np badaltaa hai na.ii aap hii aap
Shabnam Shakeel
Ghazal
saath le aa.egii phir se ko.ii bint-e-havvaa
is liye KHvaahish-e-jannat nahii.n karne vaale
Aafreen Faheem Aafi
Ghazal
ham ki dam to.Dtii qadro.n ke amii.n hai.n ham se
bint-e-havvaa kaa khulaa sar nahii.n dekhaa jaataa
Umair Ali Anjum
Ghazal
hai bint-e-havvaa mire hii badan kaa ik hissa
agar mai.n us ko paTaa.uu.n kisii ke baap kaa kyaa
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
ibn-e-aadam kii havas se milii sadiyo.n me.n najaat
bint-e-havvaa ko dulhan bante hu.e umr lagii
Shamshad shaad
Ghazal
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
maal-o-zar baap ke ghar se laa.ii na thii
is liye bint-e-havvaa jalaa dii ga.ii
Mohibullah Rafiq
Ghazal
Hina Rizvi
Ghazal
Erum Zehra
Ghazal
mai.n bint-e-aadam-o-havvaa huu.n 'arshii'
miraa naam-o-nasab kuchh bhii nahii.n hai
Arshi Malik
Ghazal
is qadar mazbuut mausam par rahii kis kii giraft
mai.n ki mujh se siina-e-aab-o-havaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aab-o-havaa-e-shahr junuu.n-KHez thii bahut
daaman nahii.n the phir bhii hu.e taar taar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
banaa ke phuul kii KHushbuu phiraa.egii sadiyo.n
havaa se kaun rah-e-e'tidaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
rafiiq-e-samt-e-safar hogii jo havaa hogii
ye soch kar na safiine kaa baadbaan giraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
havaa-e-jaa.n kaa taqaazaa ki rahiye ghar se duur
ki hai.n jo ghar me.n bayaabaa.n hazaar sar par hai
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
to.D kar is ko bhii ab ko.ii havaa le jaa.egii
ye jo barg-e-sabz ke maanind hai meraa hunar