SEARCH RESULTS
Showing search results for "bint-e-havvaa"
Nazm MATCHES FOR "bint-e-havvaa"
Nazm
bint-e-hawwa
bint-e-havvaa huu.n mai.n ye miraa jurm hai
aur phir shaa.erii to ka.Daa jurm hai
Sarwat Zehra
Nazm
bint-e-hawwa
bint-e-havvaa huu.n 'hinaa' baat ba.Dii hai merii
naam 'aurat hai miraa zaat ba.Dii hai merii
Hina Rizvi
Nazm
bint-e-hawwa
bint-e-havvaa jo maa.ngtii hai kafan
sar se chaadar utar ga.ii hogii
Firoz Natiq Khusro
Nazm
bistar aur bawarchi
hazaar sadiyo.n ke safar ke baavajuud
bint-e-havvaa kaa ye safar to
Sarwat Zehra
Nazm
maqsadiyat
aur is andher nagrii me.n
azal se kamtarii kaa bojh Dhotii bint-e-havvaa kii
Saima Aftab
Nazm
wajud-e-zan
maa.n kii mamtaa huu.n mai.n ek aurat huu.n mai.n
mujh ko samjho zaraa bint-e-havvaa huu.n mai.n
Syeda Fatima Rizvi
Nazm
jawab-e-shikwa
top talvaar na ye teG-o-tabar rakhtii hai
bint-e-havvaa kii tarah tiir-e-nazar rakhtii hai
Nashtar Amrohvi
Nazm
jahez
dastuur bantaa jaa rahaa hai
bint-e-havvaa ko jo siim-o-zar ke do pal.Do.n me.n tolaa jaa rahaa hai
Farah Shahid
Nazm
parchhaiyan
ye bint-e-azal aur bint-e-abad kii
sho.ala-ba-jaa.n parchhaa.iyaa.n yuu.n hii
Aziz Tamannai
Nazm
asa-ba-dast ab nahin hai koi
aastiin-e-havas me.n
fir.auniyat ke zahriile azhdahe hai.n